Kandhon se milte hain kandhe
All: (Kandhon se milte hain kandhe, qadmon se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hain) -2
Kunal: Ab toh hamein aage badte hai rehna Ab toh hamein saathi hai
bas itna hi kehna
bas itna hi kehna
Roop Kumar: Ab toh hamein aage badte hain rehna Ab toh hamein saathi hai bas
itna hi kehna
itna hi kehna
Sonu: Ab jo bhi ho shola banke pathar hai pighlaana
Hariharan: Ab jo bhi ho
baadal banke parbat par hai chhaana
baadal banke parbat par hai chhaana
All: (Kandhon se milte hain kandhe, qadmon se qadam milte
hain Ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hain) -2
hain Ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hain) -2
Roop Kumar: Nikle hain maidaan
mein ham jaan hatheli par le kar
mein ham jaan hatheli par le kar
Shankar: Ab dekho dam lenge ham jaake apni manzil par
Sonu: Khatron se haske khelna, itni toh ham mein himmat hai
Sonu: Khatron se haske khelna, itni toh ham mein himmat hai
Kunal: Mode kalaai maut ki,
itni toh ham mein taaqat hai
itni toh ham mein taaqat hai
All: Ham sarhadon ke waaste lohe ki ik deewaar hai Ham dushmanon
ke waaste hoshiyaar hai taiyaar hai
ke waaste hoshiyaar hai taiyaar hai
Shankar: Ab jo bhi ho shola banke pathar hai pighlaana
Kunal: Ab jo bhi ho baadal banke parbat par hai chhaana
Kunal: Ab jo bhi ho baadal banke parbat par hai chhaana
All: Kandhon se milte hain kandhe,
qadmon se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hain
Hariharan: Josh dil mein jagaate chalo, jeet ke geet gaate chalo
qadmon se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hain
Hariharan: Josh dil mein jagaate chalo, jeet ke geet gaate chalo
All: Josh dil mein jagaate
chalo, jeet ke geet gaate chalo
chalo, jeet ke geet gaate chalo
Sonu: Jeet ki jo tasveer banaane ham nikle hain apni lahoo
se Ham ko us mein rang bharna hai
se Ham ko us mein rang bharna hai
Shankar: Saathi maine apne dil mein ab ye thhaan liya hai Ya
toh ab karna hai, ya toh ab marna hai
toh ab karna hai, ya toh ab marna hai
Roop Kumar: Chaahein angaarein barse ke bijli gire Tu
akela nahin hoga yaara mere
akela nahin hoga yaara mere
Kunal: Koyi mushkil ho ya ho koyi ho morcha
Saath har mod par honge saathi tere
Hariharan: Ab jo bhi ho shola banke pathar hai pighlaana
All: Ab jo bhi ho
baadal banke parbat par hai chhaana
baadal banke parbat par hai chhaana
Kandhon se milte hain kandhe, qadmon se qadam milte hain Ham
chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hain
chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hain
Sonu: Ik chehra aksar mujhe yaad aata
hai Is dil ko chupke chupke woh tadpaata hai
hai Is dil ko chupke chupke woh tadpaata hai
Hariharan: Jab gharse koyi bhi khat aaya
hai Kaagaz ko maine bheega bheega paaya hai
hai Kaagaz ko maine bheega bheega paaya hai
Shankar: Palkon palkon pe yaadon ke kuch deep jaise
jalte hain Kuch sapne aise hain, jo saath saath chalte hain
jalte hain Kuch sapne aise hain, jo saath saath chalte hain
Sonu: Koyi sapna na toote koyi
waada na toote Tum chaaho jisse dil se woh tumse na roothhe
waada na toote Tum chaaho jisse dil se woh tumse na roothhe
Hariharan: Ab jo bhi ho shola banke
pathar hai pighlaana
pathar hai pighlaana
Roop Kumar: Ab jo bhi ho baadal banke parbat par hai chhaana
All: Kandhon se milte hain kandhe,
All: Kandhon se milte hain kandhe,
qadmon se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise toh dil
dushman ke hilte hain
dushman ke hilte hain
Kunal: Chalta hai jo ye kaarvaan, gunji si hai ye waadiyaan
Shankar: Hai ye zameen, ye aasmaan
Shankar: Hai ye zameen, ye aasmaan
Roop Kumar: Hai ye hawa, hai ye sama
Sonu: Har raste ne, har waadi ne har parbat ne sada di
All: Ham jeetenge ham jeetenge ham jeetenge har
baazi (Kandhon se milte hain kandhe, qadmon se qadam milte hain
baazi (Kandhon se milte hain kandhe, qadmon se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise toh dil
dushman ke hilte hain) -4
dushman ke hilte hain) -4
Shankar: Chalta hai jo ye kaarvaan, gunji si hai ye waadiyaan
Main aisa kyun hoon
Main aisa kyun hoon -4
Main aisa kyun hoon -3
Main jaisa hoon main waisa kyun hoon
Karna hai kya mujhko ye maine kab hai jaana
Lagta hai gaaunga zindagi bhar bas ye gaana
Hoga jaane mera ab kya Oh Koyi toh bataaye mujhe Oh
Gadbad hai ye sab kya Oh Koyi samjhaaye mujhe Oh
(Oh we ee aa owe ee oh Oh we ee aa owe owe owe owe) -2
Main aisa kyun hoon -4
Main aisa kyun hoon -3
Main jaisa hoon main waisa kyun hoon
Ab mujhko ye hai karna, ab mujhe woh karna
hai Aakhir kyun main na jaanoon,
hai Aakhir kyun main na jaanoon,
kya hai ke jo karna hai Lagta hai ab jo seedha,
kal mujhe lagega ulta Dekho na main hoon jaise, bilkul ulta phulta
Bad loonga main abhi kya Oh Maanoon toh kya maaanon main Oh
Sudhroonga main kabhi kya Oh Ye bhi toh na jaanoon main Oh
Jaane ab mera, hona kya hai (oh) Lagta hai tumko kya Jaane ab mera, hona kya hai (oh)
Kya main hoon jaisa bas waisa rahoonga?
Oh we ee aa owe ee oh Oh we ee aa owe owe owe owe
Karna hai kya mujhko ye maine kab hai jaana
Lagta hai gaaunga zindagi bhar bas ye gaana
Hoga jaane mera ab kya Oh Koyi toh bataaye mujhe Oh
Gadbad hai ye sab kya Oh Koyi samjhaaye mujhe Oh
(Oh we ee aa owe ee oh Oh we ee aa owe owe owe owe) -2
Main aisa kyun hoon -4
Main aisa kyun hoon-3
Main aisa aisa aisa hi hoon
Haan yehi rasta hai tera
Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai
Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai
Haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai
Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai
Haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai
Tujhe ab ye dikhaana hai Roke tujhko aandhiyaan,
ya zameen aur aasmaan Paayega jo lakshya hai tera
Lakshya toh har haal mein paana hai
Mushkil koyi, aajaaye toh, parbat koyi, takraaye toh
Taaqat koyi, dikhlaaye toh, toofaan koyi, mandlaaye toh
Mushkil koyi aajaaye toh, parbat koyi takraaye toh
Barse chaahe ambar se aag, lipte chaahe pairon se laakh-2
Paayega jo lakshya hai tera Lakshya toh
har haal mein paana hai Himmat se jo koyi chale,
dharti hille qadmon tale Kya dooriyaan kya faasle,
dharti hille qadmon tale Kya dooriyaan kya faasle,
manzil lage aake gale Himmat se jo koyi chale,
dharti hille qadmon tale Tu chal yunhi ab sub-o-shaam,
dharti hille qadmon tale Tu chal yunhi ab sub-o-shaam,
rukna, jhukna nahin tera kaam -2
Paayega jo lakshya hai tera Lakshya toh har haal mein paana hai
Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai
Haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai
Tujhe ab ye dikhaana hai
No comments:
Post a Comment